Update..........80
इधर सुनील और प्रीटी वैभव के बाप और बीवी से बात करने के बाद वो कंप्लेंट रजिस्टर करने के बाद वो लोग चले जाते है.
Ab aage............
इधर शाम के ६ बज रहे थे और मुझे और साधना को मंगल से मिलने जाना था तो में अपने केबिन से निकल कर बाहर आ गया.
Vikram.............Sadhna chalo hum ko chalna hai na mangal se Milne ke liye
Sadhna ...........ha sir
Payal............Vikram thora shaanti se kaam Lena mangal se
Vikram ...........ha mam
फिर हम दोनों बाहर आ जाते है और फिर गाडी निकल कर हम दोनों मंगल के घर के लिए निकल जाते है जहाँ पर वो हमारा इंतज़ार कर रहा होता है
Romila..........Hello Vikram
Vikram..........ha chachi
रोमिला...... ....विक्रम में और वैशाली शॉपिंग के लिए निकल रहे है तुम आ रहे हो न
Vikram ............Sorry chachi mera to abhi possible nhi ho payenga ek case ke silsile me kisi se Milne jaa raha hu.
Romila ..........oh, thik hai koi baat nhi hum dono kal chaley jayenge.
Vikram ...........nhi nhi aap log ready ho gaye hai to chaley jaiye, meri wajah se postpone mat kariye.
Romila ...........thik hai
फिर में फ़ोन कट कर देता हूँ और गाडी चलने लगता हूँ तो साधना कहती है.
Sadhna ...........sir aap se ek baat puchu, mujhe aap ka suggestion chahiye tha.
Vikram ...........ha pucho na sadhna.
Sadhna............Sir shaadi ke baarey me puchna tha, ghar waaley meri shaadi karvana chahte hai.
Vikram...........arey waah ye to acchi baat hai, kab kar rahi ho shaadi aur kon hai ladka.
Sadhna ..............Sir ladka to mere rishte me ka hai, meri maa ki door ki behan hai uska ladka hai, me bhi usko pasand karti hu aur wo bhi
Vikram .............oh to love marriage hai kya
Sadhna ...........nhi sir love marriage nhi hai bas like karti hu aur wo bhi like karta hai aur ye baat hamari families ko pata thi isliye shaadi ki baat ho rahi hai.
Vikram...........ok ye to accha hai to isme mera kya tum ko suggestions chahiye ?
Sadhna ............Sir yahi soch Rahi hu ke karu ya nhi q ke ladke ne ek baat bol di hai jis se me confuse ho gayee hu
Vikram..........Kya boli hai
Sadhna.............Ladka aur uske ghar waaley nhi chahte hai ke me shaadi ke baad job karu, unke ghar me ladkia job nhi karti hai na shaadi se pehle na shaadi ke baad.
Vikram............Oh ye to masla ho gaya hai, tumhara kya faisla hai aur tumhare maa baap ka kya faisla hai.
Sadhna...........sir mere maa baap ne to faisla mujh par chor diye hai, wo kehte hai teri zindagi hai jo tujhe thik lagey wo kar tera jo bhi faisla honga hum ko manzur honga.
Vikram ............sahi hai tumhare maa baap sadhna, ab tum kya chahti ho
Sadhna .............Sir mujhe to kuch bhi samajh nhi aa raha hai agar aap kuch suggestion de paaye to accha honga.
Vikram..........Sadhna aaj kal graduation karne ke baad bhi govt to choro private job bhi nhi mil paati, graduation kiye huye ladke ladki berozgar ghoom rahey hai aur tumhare pass to govt job hai,me ek hi baat bolunga tum ko ladka is se accha mil jayenga lekin govt job milna impossible hai aaj ke time par.
Sadhna ..........ha sir aap ki baat sahi hai
Vikram ...........ha to jo bhi faisla lena soch samajh kar Lena.
Sadhna ...........ha sir
इधर फिर कुछ और बात नहीं होती और अब मंगल के घर पर पोहोच जाती है और फिर में गाडी पार्क करता हु और घर में अंदर जाता हु तो सामने मंगल खड़ा होता है और वो मुझ
Mangal ............Sir aap ka hi intezaar kar raha tha me
Vikram..........sorry meri wajah se aap ko intezaar karna padha
Mangal ...........koi baat nhi sir, aaiye beth kar baat karte hai.
फिर हम घर के अंदर जाने लगे तो मुझे बोहोत सारे आदमी दिखने मिले जो शायद मंगल के लिए ही काम करते है
Mangal............Bethiye sir
फिर में और साधना दोनों भी बैठ गए और हमारे सामने मंगल बैठ गया.फिर मंगल ने किसी को बुलाया और कहने लगा.
Mangal.............Mam ko bolo Vikram sir aaye hai to khane piney ka intezam karey.
Aadmi.............Ji bhaiya
फिर वो आदमी वह से चला जाता है और फिर मंगल कहता है.
Mangal.............bataiye sir aap ko mujh se q milna tha.
Vikram ..............aap ke liye kaam karne waala aadmi vaibhav 2 dino se lapata hai aur vaibhav ki family ne police station me aa kar complaint bhi register karvayee hai to iske silsile me aap se milna hai.
Mangal .............Vaibhav ko to me bhi dhoondh raha hu lekin uska kuch pata nhi chal raha hai, saale ka phone bhi band aa raha hai pata nhi kaha chaley gaya hai.
Vikram............kahi aap ne hi to usko gayab nhi karaya na
मेरे ऐसा कहते ही मंगल के मुझे घूर कर देखने लगा और अभी मंगल कुछ कहने ही वाला था के रूम में एक औरत आ गयी जिस के हाथ में चाय की ट्रे थी और उस औरत ने साल्व
Mangal............Harshita sir aur mam ko chai aur samose do khane ke liye
फिर उसने हम दोनों को चाय और समोसे दो.
Mangal............Vikram sir meri wife hai Harshita.
Vikram ..........hmm, thanks chai aur samose ke liye
Mangal.............ha to vikram sir aap keh rahey they ke me ne vaibhav ko kidnap kiya hu aur aap ko aisa q lagta hai, aakhir me apne aadmi ko q kidnap karunga.
Vikram............q ke aap ke aadmi ne mujhe aur anand ko kidnap kar ke zabardasti shaadi karva raha tha aur jab aap ko laga ke me vaibhav ke zariye kshi aap tak na pohoch jau isi wajah se ho sakta hai aap ne vaibhav ko gayab kar diya.
Mangal.............aap jo itna bada ilzam laga rahey hai to aap ke pass saboot bhi honge.
Vikram ............Saboot to me dhoondh hi lunga aur vaibhav ko bhi, me to bas aap ko batane aaya tha ke vaibhav ko police station me haazir hone bol do nhi fo aap aur vaibhav ke liye bura honga
Mangal...............aap mujhe dhamki de rahey hai kya, aap bhooliye mat me kis ke liye kaam karta hu aur me jis ke liye kaam karta hu uska to aap kya aap ki police force bhi kuch nhi kar sakti.
Vikram...........me agar karne par aaya to aap soch bhi nhi sakte me kya kar sakta hu,Aap ki bhalai isi me hai ke aap vaibhav ko hamare hawale kar do, aur aap jis ke liye kaam karte ho us hi ka order hai vaibhav ko dhoondh nikalne ka to me zameen aasman ek kar dunga vaibhav ko dhoondh nikalunga.
इतने में फिर से रूम खुलता है और इस बार एक २२ साल की लड़की रूम में आती है जिस ने ब्लू कलर की जीन्स और वाइट कलर का टॉप पहनी हुई थी और एक दम सेक्सी और चब्बी लग
Ladki............Maa ye kabab hai aap ne mangaye hai na.
Harshita..........kashish rakh de idhar par, sir aap to kuch liye hi nhi
Vikram ............Sorry mam me to yshs aap ke pati se sirf baat karne aaya hu ab hum jaatey hai.
इतना कह कर में और साधना उठने लगते है तो मंगल कहता है.
Mangal.............Vikram Vaibhav ka mujhe pata nhi hai, tujhe jab khud par aur teri police par jab itna hi confidence to vaibhav ko khud doondh nikal lena.
Vikram............ha wo to me dhoondh nikal hi lunga aur jaise hi mujhe vaibhav mila to tujhe to nhi chorunga.
Mangal .............Tu kuch bhi nhi kar payenga aur tujhe vaibhav bhi nhi Milne waala hai, usko to me ne patal lok me bhej diya hu.
Vikram..........Tujhe sirf me abhi warning dene aaya hu isliye abhi tujhe kuch bol nhi Raha hu warna
Mangal. ..............Warna kya kar lenga tu
इधर मंगल के ऐसा कहने पर मेँ ने उसकी बीवी की तरफ देख कर कहा.
Vikram...........Mam ye aap ki beti hai na kya naam hai aap ki beti ka
Harshita.............Ha meri beti hai aur kashish naam hai lekin aap q puch rahey ho
Vikram............Mangal teri beti ko dekh kar lagta hai ke uski shaadi abhi tak nhh huyee hai aur tu baap hai to tujhe tension bhi honga teri beti ki shaadi ka to Tu ab tension mat le tera tension me Kam kar dunga.
इधर मेरी ये बात सुन कर मंगल ने झट से कहा.
Mangal ..............Tu kehna kya chahta hai aur tu hota kon hai meri beti ke baarey me kuch kehne waala.
Vikram............to tu hota kon hai mujhe kidnap kar ke vaibhav ke zariye meri zabardasti shaadi karvane waala, us din police station me kya keh raha ke me to ladkio ki shaadi kar ke punya ka kaam karta hu, ab me ek punya ka kaam karunga jis se teri bhi tension kam ho jayengi aur jo tu meri shaadi karvana chahta tha wo bhi teri Tamanna ho jayengi.
Mangal..............Tu kehna kya chahta hai
Vikram.............To sun abhi, abhi shaam ke 7 baj rahey hai aur me tujhe 24 ghante ka samay deta hu, agal kal 7 bajey tak tu ne vaibhav ko police station me surrender nhi karvaya to 8 bajey me tere Ghar me Teri aankho ke saamne teri beti ke galey me mangalsutra baandh kar us se shaadi karunga Teri beti ki marzi ho ya na ho kal agar vaibhav 7 bajey tak police ke nhi aaya to Teri beti ki shaadi mujh se hongi aur phir Teri hi beti ke bedroom me suhagraat bhi.
मेरे इतना कहते ही मंगल
Vikram............Ye zor kal aazmana mujh par agar tu ne vaibhav ko mere hawale nhi Kiya to jab me Teri beti se tere hi saamne shaadi karunga us wakt, abhi to me tujhe samjhane aaya hu kal sehra baandh kar aaunga agar vaibhav nhi mila to.
Mangal............Teri himmat kaise huyee aur teri aukaat hai kya meri beti se shaadi karne ki, tu kaha aur meri beti kaha, aur ab to vaibhav ko bhool ja tu ab to tujhe nhi milenga aur ab dekh teri shaadi ab kisi phatichar ladki se nhi karvaya to Mera naam bhi mangal nhi.
Vikram............Tujhe jitna bolna hai bol le kal 7 bajey ke baad tere mooh me nipple daal kar tujhe shaant na bithaya to Mera naam bhi Vikram nhi
इतना कहते ही में और साधना वह से जाने लगते है और इधर मंगल मुझे गन्दी गन्दी गालियाँ दे रहा होता है मुझे.
Harshita............ab bas bhi kariye wo chaley gaya yaha se aap q apna BP low karva rahey hai apna.
Mangal ..............Tu ne dekhi na wo madarchod ne kya bol kar gaya hai, ab tu dekh kal agar me ne uski shaadi uske saath me jo ladki aayee thi (Sadhna) uske saath nhi karvaya to Mera naam bhi mangal nhi, wo madarchod meri beti se shaadi karunga.
Kashish...........dad bas ho gaya aap shaant ho jaiye bas wo aap ko gussa dila Raha hai taa ke aap ko pareshan kar sakey, aap chill ho jaiye.
इधर मंगल का दिमाग गरम हो गया होता है और में और साधना उसके घर से निकलते है.
Sadhna .............Sir hum ne mangal ko bharka kar kuch galat to nhi Kiya na.
Vikram...........nhi aise time par aisa hi karna chahiye tha, gussay me usne bola na ke vaibhav ko usne hi chupa kar rakha hai ab kal sochenge kya karna hai.
Sadhna............sir agar kal tak vaibhav nhi mila to kya aap sach me uske ghar par jaa kar uski beti se shaadi karonge.
Vikram..........agar sidhi ungli se ghee nhi niklenga to ungli tedhi karni hongi, tum tension mat lo kal me akele hi jaunga Mangal ke pass.
Sadhna.............Aap akele kaisey sir
विक्रम.........क्यू के ऐसे आदमी का कुछ भरोसा नहीं है मेरे साथ में तुम रहोगी तो तुम्हारे साथ भी कुछ कर सकता है इसलिए
Vikram...........me tum ko tumhare Ghar drop kar deta hu uske baad me apne ghar par
फिर में ने साधना को उसके घर पर ड्रॉप करने के लिए चले गया और २५ मिनट में हम उसके घर के बाहर आ गए.
Sadhna............Sir aaiye na Ghar par
Vikram............Phir kabhi abhi mujhe bhi jaana hai.
Sadhna ...........ok
फिर में साधना के घर से निकल कर सीधा अपने घर के लिए निकल गया मुझे घर पर पोहोचने में आधा घंटा लग गया और में घर के गेट की तरफ पोहोचने ही वाला था के मुझे
Natasha............Kaisey hai sir aap ?
Vikram............Ye kya hai aap ne to mujhe dara diya
नताशा........(मुस्कुराते हुए) में क्या डराने वाली चीज़ हु क्या जो आप डर गए.
इतना कहते हुयी वो दुसरे तरफ के गेट पर आती है और फिर आगे का डोर ओपन कर के गाडी में बैठ जाती है मेरे बगल में
Vikram............Aap yaha kya kar rahey ho
Natasha............Kya kar Rahi hu aap se Milne aayee hu, ab aap ke pass to time to hai nhi na mere call uthane ka aur na hi mere msges ke jawab dene ka isliye me khud hi aa gayee.
Vikram............me wahi puch raha hu aap yaha q aaye ho agar aap ko kuch shikayat thi to aap police station me aa kar complaint register kar diye hotey
Natasha...........mujhe personally aap se shikayat karni thi aap mera phone q nhi utha rahey ho aur q avoid Kiya jaa raha hai mujhe
Vikram...........me busy hu case ke silsile me aur do din health down thi aur hospital me bhi admit tha isliye nhi uthaya hu.
Natasha..............me ne us din bhi phone lagayee thi aur MSG bhi ki thi lekin seen kar ke bhi aap ne reply nhi Diya.
Vikram.............accha ab aap bataiye abhi aap q aaye ho aur mujh se kya kaam hai
Natasha ..........(Muskura kar) Abhi yaha thori na bata sakti hu ke me yaha q aayee ho, aap gaadi start kariye ek cafe hai accha sa waha aap ko acche se bata dungi.
Vikram...........please aap yaha hi bata dijiye
नताशा.........नहीं
Vikram............Lekin q
नताशा.........मुझे आप से एक दम शान्ति से बात करनी है और अभी आप को देख कर लग रहा है के आप थोड़ा हदभादि में हो इसलिए
Vikram...........Dekhiye mere Ghar waaley mera intezaar kar rahey hai mujhe urgent kaam ki wajah se bulaye hai to aap bataiye aap ko kya baat karni hai.
Natasha............aap apna kaam khatam kar ke aaiye me aap ka yahi intezaar karti hu.
Vikram...........aap raat me akeley kaise rahenge
Natasha............aap bhooliye mat ke me randhir ki beti hu yaha kisi ki himmat nhi hai mujhe aankh utha kar dekhey aap ke sivaye, aap meri fikr mat kariye aap apna kaam finish kar ke aaiye me intezar karti hu.
Vikram..........(Mann me) Ab kaise is se piche chutkara jaaye, kisi ne dekh liya to gadbad ho jayengi, randhir ki beti ke saath ghoom raha hu agar randhir ko pata chala to mere liye problem ho jayengi aur mere parivaar ke liye bhi.
Vikram...........me aap se request kar raha hu please me abhi aap se baat nhi kar sakta hu hum aisa beech road me gaadi khadi kiye baat nhi kar sakte hai.
नताशा.........आप प्लीज ऐसी बात मुझ से मत करिये और न ही रिक्वेस्ट करिये
Vikram............Thik hai
Natasha............Me aap ko kal phone karungi aur aap ko uthana honga aur milna bhi honga agar nhi mile to me kal sidha aap ke ghar par aa jaungi dekh lena.
Vikram...........thik hai me mil lunga aap se kal
मेरी ये बात सुन कर नताशा खुश हो जाती है और फिर वो गाडी से उतरती है और कहती है.
Natasha............aur ha apna thora dhyan rakhiye aap akele hi police waaley nhi ho
विक्रम.........ठीक है
Natasha ............Bye ab me jaati hu lekin kal aap ki ek nhi sunungi, me aap ko kal batati hu kaha milna hai
Vikram..........ha thik hai
फिर नताशा अपनी गाड़ी में बैठती है और मुझे स्माइल दे कर निकल जाती है.
Vikram..........(Mann me) Ye kya musibat hai kahi mera shaq to sahi nhi hai na, kahi ye mujhe pasand to karne nhj lagi hai na,agar kisi ko pata chala to mere liye aur ghar ke liye ho sakta hai pareshani ho, randhir chorenga nhi
में यही सोचते सोचते अपने घर पर पोहोचता हु और गाड़ी पार्क कर के ऊपर जाने लगता हो तो निचे लता जी के घर पर साड़ी लेडीज मुझे मिल जाती है जिस में मेरे घर की भी ल