- Joined
- Dec 5, 2013
- Messages
- 95,369
✦ UPDATE 202 ✦
Mai (hakala) - k...kk...kon gf?
Nishita didi (mujhe apni taraf kheench kar) - acha ab yeh bhi hum batayenge tujhe, haa?
Mai - yeh Pari, Neha toh kuch bhi bolti hain, aap bhi na didi!
Pari mujh par ja padti hai.
Mai jhatke se Payal didi ki god me apna sir rakh leta hoon.
Mai - kya haal hai didi? (unke gaalo ko khinch kar)
Payal didi ghurti hai jaise kya hi kar diya maine.
Anita - yeh toh hero ban gaya hai, hum toh bheegi billi samajh rahe the.
Woh meri tshirt upar ho gayi thi, log bhi na aaj kal body ke hisab se judge karte hain. Par yaha family wale dialogue the.
Mai - kaha didi, mai toh abhi bhi bacha hi hoon, kyu Payal didi?
Payal - tu mujhse aise kaise baat kar raha hai, jabki hum kabhi itne acche se baat nahi kar paaye?
Mai vapas unke gaal khinch kar dusre gaal par kiss di - ohh didi, ab kya hua kya nahi, us par baat na karo.
Saloni - yeh kya kar raha, unke gaal khinch raha hai!
Payal - tujhe ab bhi yaad hai Dev kaise...
Pari - kya didi?
Mai - kuch nahi Pari, jab hum nana ke ghar jaate the toh inke gaal khinch kar pappi deta tha.
Neha - haaaaiii didi, aap toh chhupi rustam nikali!
Mai - ae meri wolf girl, yaha aa mere paas late jaa.
Shivani, Nishita ke saath sab mere “wolf girl” kehne par - wolf girl!
Neha ke paseene aa gaye.
Mai - are meri behno, yeh hamesha janwaro ki tarah mujhe khinchti hai na, iss liye kyu wolfani?
Neha (hans kar) - haa haa... (mere paas let gayi)
Mere kaan me Neha - lagta hai biwi ka darr nikal raha hai aap mai se.
Mai (uske pet par haath rakh kar) - tera pet dard thik hua ki nahi?
Neha - uchh bhaiya hatao haath, kuch nahi hua hai mujhe.
Shivani - chal Akshita, humara yaha koi kaam nahi hai.
Chandani - rukko mai bhi chalti hoon.
Mai - kaha jaa rahi ho tum teeno?
Shivani - aapko kya, hum toh aapke kuch nahi hain.
Mai - Shivu, ab tu bhi aise hi kahegi toh yeh dono kya bolengi?
Chandani - kya bola Shivu? Yeh naam iska kab rakha, iska?
Anita didi (hans kar) - pagaloon, yeh aise hi grah mai paida hua tha ki har kisi ka naamkaran isne kiya. Aur baad me paida hone walo ko god me le kar bhagta tha jaise koi tum dono ko chura lega.
Akshita mere paas aakar baith gayi - kya aapne mujhe bhi khilaya hai god me?
Mai - haa (uski naak khinch kar) - teri naak thik hui ki nahi? Baat baat par laal ho jaati hai.
Chandani - mera, mera, mera bhi batao na!
Mai thoda ajeeb se dekh kar - yeh kaun hai Anita didi?
Anita didi (hans kar) - maine bhi na pehchana, pata nahi kahan se car me baith gayi.
Chandani ka rona jaisa muh ban jaata hai.
Mai usse pakad kar uski kamar se apni god me kheench leta hoon.
Payal didi (mann me) - kitne strong hain iske haath...
Mai (dhekh kar) - woh toh mai hoon hi!
Chandani - chhodiye mujhe!
Mai - naahi jaane dunga, meri gulaboo kahin bhi tujhe.
Mai uske pet me gudgudi karne laga, pura room uski hasi se gunj utha.
Chandani ki hasi se room khushnuma ho gaya, aaj itne dino baad laga ki family mai vapas aa gaya hoon.
Mai - acha Shivu bua kahan hai?
Shivani - woh log shaam tak aa jaayengi.
Payal - aur mausi bhi.
Mai - aapki mausi yaha kyu aayengi?
Payal - matlab meri mom, tere mausi hi hai na.
Mai has raha tha.
Saloni - aap log aise kabhi nahi samjhogi.
Mai - accha, apne husband se aise baat karogi tum?
Payal didi aur sab - haaiiii...
Nishita - yeh bahut zyada hi bigad gaya hai.
Mai - haa, koi sikhane wala tha hi kaha, aap jaisa kyu Payal didi?
Payal - mere toh sir se upar ja rahi teri baatein.
Mai - ek kiss le lo, sab samajh jaogi.
Peeche se Anita didi ne meri tshirt pakad kar kheench liya.
Anita - teri masti abhi band karti hoon mai.
Mai - sach mai didi, aap kiss dogi mujhe?
Anita mujhe Akshita par dhakel deti hai - isse tum log hi sambhalo.
Unka muh dekh kar meri toh haste haste pet dard ho gaya.
Chandani - time up please, Saloni didi, aapko yeh husband bole aur aap chup hain?
Gate se B chachi - arre uski mazak karne ki aadat hai.
Shikha - maa, aap yaha?
B chachi - haa, Dev ko kehna tha ki woh apne dosto ko bula le party me.
Mai - thik hai, mai abhi Komal ko phone kar deta hoon.
Shit, yeh kya nikal gaya mere muh se.
B chachi - sab se bolna hai, keval Komal se nahi.
Mai - woh chachi, sab uski gali me rehte hain na, toh woh le aayengi, isliye kaha.
Pari - arre chachi, in kanjoos ko kyu keh rahi ho aap, mai bol dungi. Inke call ke paise bach jaayenge.
Mai - accha bhai, ab mai kanjoos kahan se ho gaya ab?
Sanjana - hume market le ja rahe the na, kya hua uska?
Mai apne maathe par haath rakhta hua - arre baap re, mai toh bhool gaya woh! Par tu kab wapas aa gayi, yeh nahi pata chala mujhe.
Sanjana - ab Amit bhai ne kaha, mom keh rahi yehi rehna hai. Waha safe nahi, bahut unsafe feel ho raha tha hume bhi.
Mai - acha, ab sab ne decide kar liya toh thik hai. Tu matlab subah hi nikali hogi na?
Sanjana - haa, 8-10 ghante lage bus.
Ritu - accha hai, ab sab saath me jaayenge.
Mai - haa, kyu nahi, chalo sab abhi.
Chandani - ok, mai tayyar hokar aati hoon.
Mai - oye, itna tayyar ho kar koi apna dulha dhoondhne nahi ja rahi hai samjhi?
Shivani - iska sajna pucho mat, kahi kisi din chaand se na lad le.
Mai - ab tum sab ladna band karo aur chalo, uthao.
Anita - kaise jaayenge hum sab?
Mai - paidal jaayenge, ghoomte hue, aur kya?
Nishita - so exciting, sab ek saath ghoomte hue!
Manav (peeche se) - kaha ja rahe ho sab?
Payal - shopping par.
Sanju - hum bhi chalenge sab!
Chandani - nahi koi jarurat nahi, bus hum sab jaayenge Dev bhai ke sath, samjha?