Update 8
Pankhudi ab akele hi us flat me rehti thi. Roz subah woh office jaati, shaam ko supermaket waali job, aur raat ko thak haar kar so jaati. Armaan ab use jyada tang nahi kar raha tha. Usne kayi dino tak koi contact nahi kiya. Pankhudi jaanti thi ki ek an ek din Armaan uske is flat me zaroor aayega.
Aaj ka din uske liye khaas tha. Aaj uska janamdin tha. Lekin uski zindagi me itni kathinaiyan thi ki woh kuch khaas celebrate karne ke mood me nahi thi. Bas apni maa aur behen se phone pe baat hui thi subah. Uske baad woh office aur phir wahan se supermarket me kaam karke wapas apne flat lauti. Toh usne dekha ki table par ek chhota sa cake aur uspar candles lagi thi. Pankhudi use dekhkar muskurayi. Use laga shayad Nisha ne uske birthday par yeh surprise plan kiya hai. Phir use ekdum se yaad aaya ki Nisha ab uske saath nahi rehti. Woh ghabra gayi.
"Surprise!" ek aadmi achanak se saamne aakar bola.
Pankhudi ne turant Armaan awaz pechaan li. Lekin uska chehra woh pehli baar dekh rahi thi. Woh lag bhag 38-40 saal ka ek gora aur handsome aadmi tha. Uske features kaafi sharp the. Usne mehenge dikhne waale kapde pehene hue the. Uski khoobsoorti ko dekhkar Pankhudi hairaan reh gayi. Uske mann me khayal aaya ki itna handsome dikhne waala ek ameer aadmi aasani se kisi bhi ladki ko pata sakta hai, to phir use yeh psycho type ki harkatein karne ki kya zaroorat hai?
"Kaun ho tum?" Pankhudi ne kaanpti hui awaz mein poocha.
"Seriously cupcake?" Armaan ne muskurate hue kaha, "Kya ab mujhe apna introduction dena padega?"
"Tum andar kaise aaye?" Pankhudi ne poocha.
"Darwaze se," Armaan muskurate hue bola.
Pankhudi ne dekha ki cake ke paas hi ek chabi rakhi hui thi. Keychain pehchaante hi woh thar thar kaanpne lagi. Yeh wahi chabi thi jo NIsha ke paas hua karti thi.
"Daro mat," Armaan ne kaha, "Yeh chabi usne mujhe khud di hai. Uska naya address jo pata kar liya maine."
"Please use hurt mat karna," Pankhudi ne nam aankhon ke saath kaha.
"Use hurt karna chahta to us din astringent ki jagah acid hota Pankhudi," Armaan ne sweet si awaz me kaha, "But main use kaise hurt kar deta? Tumne itne pyar se request kari thi uske bakshne ki, to mujhe to maan ni thi thi na meri Pankhudi ki baat. Na mein Nisha ko hurt karna chahta hun, aur na tumhe. Aur na hi main tumhare saath koi zabardasti karunga, sweetheart."
Pankhudi bas door khadi nam aankhon se use dekha rahi thi.
Armaan dheere dheere uski taraf badha. Pankhudi apni jagah se nahi hili. Armaan ne apni hatheliyon mein uska chehra ek phool ki tarah thama aur kaha, "Happy Birthday, Pankhudi. Chalo cake kaat te hai."
Armaan ne Pankhudi ke haath me chaku pakdaya aur Pankhudi ne cake kaata. Phir Armaan ne pyaar se use cake ka ek tukda khilaya.
Pankhudi us se abhi bhi bahot darr rahi thi. Woh samajh nahi paa rahi thi ki achanak se uska ravaiya itna naram kaise ho gaya tha. Lekin, Armaan ne uski request maankar Nisha ko seriously hurt nahi kiya tha, to use ab ek bharosa sa hone laga tha uspar.
Armaan ne Pankhudi ka haath halke se kheenchkar use apni god me bitha liya.
Woh pyaar se uski zulfon mein apna haath pherne laga.
"Kya tumne kabhi kiss kiya hai, Pankhudi?" Armaan ne poocha.
"Nahi," Pankhudi ne halke se kaha.
"Karna chahogi?" Armaan ne uske hoton ko dekhte hue poocha.
Pankhudi samajh gayi thi ki woh use kiss karna chahta hai. Uski use mana karne hi himaat nahi ho rahi thi. Woh jaanti thi ki Armaan ka virod karna ka anjaam kya hota hai.
"Haan," Pankhudi ne kaanpte hue hoton se kaha. Armaan ne use apni baahon me liya aur uske hoton par apne hoton se halke se chhua. Pankhudi ekdum se ehsaas se tharthara uthi. Phir Armaan ne apni honth uske hoton par lagakar dabaye aur apni jeebh ko uske muh ke andar daalkar uski jeebh ki chhua. Pankhudi uski baahon me pighalne lagi. Armaan apne hoton se uske hoton ko halkse se choosne laga aur apne daanton se halke se kaata. Pankhudi ko itna khoobsoorat ehsaas pehle kabhi nahi hua tha. Use abhi bhi Armaan se bahot darr lag raha tha, lekin uske mann ko is baat ka ehsaas bhi tha ki agar woh uske saath zabardasti karna chahta, to ab tak kar chuka hota.
Armaan ne uske hoton se apne honth lagaye rakhe. Dono ek doosre ki garm saanson ko mehsoos kar rahe the. Pankhudi ki yeh first kiss thi, aur Armaan ko is baat ka bada garv tha ki is khoobsoorat, completely untouched ladki ko sabse kiss karne waala aadmi woh tha. Pankhudi bilkul virodh nahi kar rahi thi. Woh bas arzoo main pighal rahi thi.
Thodi der baad Armaan ne uske hoton se apne hoonth hataye, aur use dekh kar muskuraya.
"Kaisi lagi tumari first kiss Pankhudi?" usne poocha.
Pankhudi abhi bhi us sukhad ehsaas se mantramugh thi. "Beautiful," itna hi keh paayi woh.
Armaan ne uska haath thama aur use bedroom me le gaya. Usne Pankhudi ko bistar par bithaya.
"Tumhari woh selfie bahot sundar thi Pankhudi," Armaan ne kaha, "Ek baar tumhe waise dekhna chahtu hun, jaisi tum us pic mein thi."
Pankhudi samajh gayi ki woh use topless dekhna chahta hai. Virodh karna ka koi matlab nahi tha kyunki pic to woh pehle hi bhej chuki thi use, aur video bhi tha uske paas.
Pankhudi ne sharmate hue apna top utara. Armaan bas saamne khada nazara dekh raha tha. Pankhudi ne apna top utar ke ek taraf rakh diya aur kaanpte hue haaton se apni bra ka clasp khola. Phir dheere dheere ek ek karke dono bra straps ko apne kandhe se sarkaya aur apni bra ko utar kar side me rakh diya.
Armaan ki aankhon ko itna sundar nazara dekhne mila tha. Pankhudi ke sexy boobs aur nipples uske saamne exposed the. Aur Pankhudi ke sundar chehre par woh pyari si sharm. Armaan chehre par ek pyari si muskaan aayi. Pankhudi apna sar jhukaye baithi thi. Use sharam aa rahi thi Armaan ki taraf dekhne me. Sharam ke maare uske gaalon par ek khoobsoorat lali aa gayi thi.
Aur ekdum se use itni sharam aaye ki usne apne haathon se apne boobs ko dhak diye. Armaan ko uska aise sharmana bahot cute laga.
Usne halke se Pankhudi ki bajuon ko chhua.
"Kya tum mere saath..." Pankhudi ne nazar neeche rakh ke dari hui awaz me poocha.
"Sex?" Armaan ne muskurate hue kaha, "Nahi Pankhudi, abhi tum sex ke liye ready nahi ho."
Pankhudi kuch nahi boli. Bas uski annkhon se ek aansu nikal gaya.
"Ro mat Pankhudi," Armaan ne kaha, "Aaj tumhara birthday hai na, main ek chhota sa gift laaya hun tumhare liye. Apni aankhein band karo."
Pankhudi ne apni aankhein band kari.
Thodi der baad, use Armaan ki awaz sunai di, "Ab aankehin kholo."
Pankhudi ne aankhein kholi to dekha ki Armaan uske liye ek pyara sa teddy bear laaya tha. Woh use dekh kar muskurayi.
"Pasand aaya?" Armaan ne poocha.
Pankhudi ne woh teddy bear liya aur use gale lagaya. Armaan bistar par baith gaya aur Pankhudi ko apni goad me bitha liya. Pankhudi abhi bhi topless thi, lekin woh dheere dheere comfortable ho rahi thi. Usne apne boobs par se haath hata liye. Armaan dheere se uski nangi peeth par apna haath pherne laga.
"Tum virgin ho na?" Armaan ne poocha.
"Haan," Pankhudi ne dheemi awaz me jawab diya.
"To humare beech sex tabhi hoga jab tum poori tarah se taiyyar hogi," Armaan ne kaha, "Woh bhi agar tumhari marzi ho to."
Pankhudi ka mann uske ashwasan se shaant ho gaya. Usne apna sar Armaan ke kandhe par rakh diya.
Armaan uske shareer par halke se haath peherta raha. Pankhudi ko ab koi aitraaz bhi nahi ho raha tha. Armaan ki nazar Pankhudi ke shareer par pade kuch purane chhoton ke nishaan par padi.
"Yeh kaise hua Pankhudi," Armaan ne us chhot ke nishaan ko chhute hue kaha.
"Papa ne maara tha," Pankhudi ne kaha.
"Bachpan me bahot badmaashi karti thi?" Armaan ne chhidhate hue kaha.
Pankhudi halke se muskurayi. "Papa maa ko jaanwaron ki tarah peet te the," Pankhudi ne kaha, "Sharab aur jue ki bura adat jo thi unhe. Maa paisa bachakar rakhti thi taaki ghar chal sake, lekin papa roz paise maangte the, aur naa dene par maa ko peet te the. Maine jab unhe rokne ki koshish ki, to mujhe bhi kayi baar maar padi."
"Aur yeh?" Armaan ne uske haath par ek nishaan ki taraf darshate hue poocha, "Yeh to jalne ka nishaan lagta hai."
"Papa ka gussa bahot khatarnak tha," Pankhudi boli, "Maa ne mujhe extra tution ke liye paise diye yeh jaankar woh aag baboola ho uthe. Bole ki betiyon ko padhane likhane ke zaroorat nahi hai. Phir garam sariya chua diya tha mere haath pe."
Pankhudi rone lagi. Armaan ne us gale lagaya aur shaant kiya.
"Jitna bhi main padh likh payi hun, maa ki wajah se," Pankhudi ne kaha, "Aur Palak ko doctor banana mera sapna hai. Maa ne kitna kuch kiya humare liye. Mere zaalim pita se humne jitna ho sake bachaya. Paise bachakar jaise taise humne padhaya. Papa ne itna karza le rakha hai logon se, ki aaye din koi karzdaar darwaze par khada milta hai. Phir bhi maa ne himmat nahi haari."
"Yeh nishaan kaisa hai?" Armaan ne uske baye haath par lage ek cheere ke nishaan ki taraf darshate hue kaha.
"Fracture hua tha, rod lagi hai wahan," Pankhudi ne nam aakhon ke saath hothon par ke halki muskaan laakar kaha, "Maar khane ki adat si ho gayi thi bachpan se."
Armaan use apni baahon me liye pyaar se uski peeth par haath pehte hue uski mann ki baatein sun raha tha.
"Maa ne bahot sapne dekhte the mujhe aur Palak ko padha likha kar kaabil bananke ke, phir hum dono ki shaadi ke," Pankhudi ne muskurate hu kaha, "Kuch gehne bhi rakhe hue hai papa se chupakar bank ke locker me, jo humari shaadi me kaam aayenge. Jitna ho saka unse, unhone kiya. Ab woh chal phir nahi paati phir bhi ghar baithkar rui ki baatiyan banakar bechti hai, ki thode paise aa jye. Bahot pyaar karti hun main apni maa se, aur Palak se. Bas itni si hai duniya meri."
Pankhudi ke aansu rukne ka naam nahi le rahe the. Uske mann ke bahot se khayal daud rahe the. Armaan ne use uski life ki first kiss di thi, woh bhi itne pyar se, ek khoobsoorat sa ehsaas dilaya tha use. Aur phir uske zakhom ke baare me poochkar apna concern dikhaya tha, lekin uske zakhm phir hare kar diye the.
"Tum bahot bahadur ladki ko Pankhudi," Armaan ne uske sar par pyaar se haath pherte hue kaha, "Tumhari jitni tareef karu utni kam hai. Mujhe yeh sab nahi poochna chahiye tha. Tumhare birthday par buri cheezein yaad dilakar tumhe rulaya. I am sorry. Kuch aur baat karo Pankhudi. Apne baare me kaho, ki tumhe kya accha lagta hai, tum kya karna chahti ho life me..."
"Sach kahu to apne baare me sochne ka kabhi waqt hi nahi mila," Pankhudi ne kaha, "Maa aur Palak ki fikar hoti rehti hai hamesha."
"Pankhudi," Armaan ne kaha, "Drive par chalogi? Chalo kahin ghum aate hai."
Pankhudi ne ghadi dekhi. Raat ke 12 bajene waale the. "Thanks but I think mujhe so jaana chahiye," Pankhudi ne kaha, "Kal subah office bhi to jaana hai."
"C'mon Pankhudi," Armaan ne kaha, "Aaj birthday hai tumhara! Let me make this special for you. Mujhe bura lag raha hai ki tumhare birthday ki din tum royi. I just wanna make you smile."
Pankhudi halke se muskurayi aur Armaan ke saath drive pe chalne ke liye raazi ho gayi. Usne kapde pehen liye aur Armaan ke peeche peeche chal di. Uski khoobsoorat gadi dekh kar bas dekhti reh gayi.
"Bahot sundar car hai yeh," Pankhudi ne car mein baithte hue kaha.
"It's a Jaguar," Armaan ne kaha.
"Jaguar?" Pankhudi ne kaha, "Is naam ka to sirf jaanwar pata hai mujhe."
Armaan muskuraya. "Imported car hai Pankhudi. British make. But us se koi fark nahi padta, tumhe acchi lagi na, itna kaafi hai."
Armaan drive karna laga. Raat me Mumbai sheher roshni se jagmaga raha tha.
"Kitna sundar hai yeh sheher," Pankhudi ne kaha, "Main to raat ke 10 baje ke baad kabhi bahar hi nahi nikli."
Armaan muskurata hua gaadi chalata raha. Woh use Marine drive le gaya. Wahan kaafi raunak thi, aur sundar sa samundar kinara. Wahan aadhi raat me bhi kaafi log the aur kaafi chehel pehel thi.
Pankhudi bas car ki khidki se view enjoy kar rahi thi, aur muskura rahi thi.
"Kuch khaogi Pankhudi?" Armaan ne poocha.
Pankhudi ke nazar ek thele par padi jo shayad baraf ka gola bech raha tha. "Woh barf ka gola dilaoge?," Pankhudi ne kaha.
Armaan ne apni gaadi thele ke bagal me lagayi. "Flavor?" usne Pankhudi se poocha.
"Kala khatta," Pankhudi ne ek pyari si muskaan ke saath khaya.
"Do kala khatta dena," Armaan ne thele waale se kaha.
Usne turant do barf ke gole banaye aur Armaan ko diye.
"50rs ka ek hai Sir," us thele waale ne kaha.
"Chutiya samajh rakha hai ya gaadi dekh ke rate badha diya?" Armaan ne us se behes karte hue kaha, "10Rs se ek rupiya jyada nahi dunga."
"Karodon ki gaadi chalate ho aur gareeb se kyu bhaav tol kar rahe ho saab?" us thele waale ne kaha.
"Saale aaj madam ka birthday na hota to gaadi se utar ke maarta tujhe," Armaan ne gusse se usko 20 rs ka note pakdate hue kaha, "Aukaat meh reh, yeh paise le aur chal nikal."
Pankhudi hairaan hoke yeh sab dekh rahi thi ki kaisa Armaan ka ravaiya pal pal badalta hai.
"Sorry," Armaan ne muskurate hue kaha.
Pankhudi bas use dekha kar muskurayi aur barf ka gola chhosne lagi. Dono ne barf ke gole ka khoob swaad liya aur Armaan gaadi chalane laga.
"Main tumhe apni favoite jagah le chalta hun," usne kaha, "Mumbai ki sabse khoobsoorat jagah hai."
Armaan drive karta raha aur Pankhudi pyaar se use dekh rahi thi. Uske left hand pe bana hua woh bicchu ka tatto bhi dekha jise dekh kar woh itna darr gayi thi. Usi haath me Armaan ne chaku pakad rakha tha uski gardan par kuch din pehle. Aaj pehli baar usne Armaan ka chehra dekha tha aur woh uske liye itna sab kar raha tha, ek pal yeh liye use yakeen hi nahi ho raha tha ki yeh wahi aadmi hai jisne pichle kuch mahino se uski zindagi narak bana rakhi thi.
Finally woh apne destination par pahunche. Ek uncha pahad tha, jis se poore sheher ka nazara dikh raha tha jagmagate hue.
"Wow!" Pankhudi ne kaha, "Yeh to sach me bahot sundar hai!"
Armaan ne peeche se use gale lagaya. "Aaj tumhara birthday hai, bas usko special banane ki koshish kari hai maine..." Armaan ne kaha, "Tum khush to ho na Priya?"
Pankhudi ne peeche mud kar dekha to Armaan ki aankhon me halki si nami thi. "Priya?" Pankhudi ne poocha.
Armaan ko turant apni galati ka ehsaas hua, "I'm sorry...mean matlab tha, Pankhudi...tumhe accha laga na yeh sab?"
"Bahot acche laga," Pankhudi ne kaha aur use gale lagakar khud apne honth usko hoton par rakh kar use pyaar se kiss kiya, "Thank you for making my birthday special."
Armaan aur Pankhudi ne kuch aur samay wahan bitaya aur phir Armaan ne use wapas ghar drop kar diya. Pankhudi ne gaadi se utarne se pehle aakhri baar uske gaalon par kiss kiya aur apne flat me chali gayi.
Woh us teddy bear ko gale lagakar so gayi.