hotaks444
New member
- Joined
- Nov 15, 2016
- Messages
- 54,521
Update 9
Pankhudi agle din subah uthi, to uske chehre par ek muskaan thi. Aisa lag raha tha ki uski zindagi par chhaye hue kaale badal kuch hadd tak chhatne lage the. Sooraj ki roshni khidki se aakar uski palkon ko choom rahi thi. Apni first kiss ki yaad aate hi Pankhudi phir se sharma gayi.
Usi zindagi roz ki tarah chalti rahi. Armaan ne birthday ke din ke baad use use contact nahi kiya tha. Pankhudi ka darr ab dheere dheere kam ho raha tha. Woh yeh samajh gayi thi ki agar woh Armaan ka virodh nahi karegi to woh use hurt nahi karega.
Ek din raat ko jab ghar lauti to woh bahot acche mood me thi. Usne music chalaya aur khana banane lagi.
Uska phone baja, to uski maa ka phone tha.
"Kaisi ho Pankhudi beta?" usi maa ne kaha.
"Main theek hun maa," Pankhudi ne kaha, "Aap kaisi hain? Aur Palak? Uski padhai theek chal rahi hai na?"
"Main theek hun beta, mujh budhiya ka kya hai," uski maa ne kaha, "Palak bahot mehnat kar rahi hai. Bhagwaan se bas yahi prarthana hai ki use medical college me admission mil jaye. Bahot hunhaar bacchi hai."
"Palak par naaz hai mujhe maa," Pankhudi ne kaha, "Aur dekhna ek din woh badi doctor zaroor banegi."
"Tum us se baat kyu nahi karti," uski maa ne kaha, "Palak, yahan aao didi se baat karo."
"Didi yeh naya ghar to purane waale se bhi accha hai," Palak ne chehkte hue kaha, "Yahan itni shaanti hai ki main pehle se behtar padh paa rahi hun."
Pankhudi ke aankhon se ek aansu gira. Woh jaanti thi Palak jhooth bol rahi hai. Wahan bijli ki bhi suvidha nahi thi aur Palak ko laalten ki roshni me padhna pad raha tha. Lekin usne kabhi shikayat nahi kari.
Achanak Pankhudi ko phone pe darwaza khatkhatne ki awaz sunai di.
"Didi lagta hai koi aaya hai," Palak ne kaha, "Ek minute hold karna main dekhti hun kaun hai."
Pankhudi ne ghadi dekhi. Raat ke 10 baj rahe the. Uska dil ghabrane laga ki itni raat ko uske ghar kaun aaya hai.
Palak ne darwaza khola to kuch gunde ghar me ghus gaye. Uski maa ne unke leader Raghu ko pechana aur cheekh padi.
"Kya be budhiya," Raghu ne kaha, "Tumjhe laga ki pata badal dene se main apne paise ke baare me bhool jaunga?"
"Kaise paise?" Palak se dari sehmi awaz me poocha.
"Wahi to tere baap ne mere se udhar liye the aur lautaye nahi," Raghu ne poocha, "Is budhiya se pooch, yeh jaanti hai sab."
"Raghu please..." maa ne kaha, "Meri badi beti ki Mumbai me naukari lagi hai, hum dheere dheere aapka paisa lauta denge, please hume thodi si mohlat do."
"Mere paas ek better idea hai," Raghu ne Palak ke baalon ko pakadke kaha, "Teri is chhoti beti ko kothe par bech deta hun, saara paisa ek baar mein recover ho jayega. 18 saal ki hai na yeh? Aur kya maal hai...virgin bhi hogi. Iska mast daam milega."
Palak cheekh padi aur uski pakad se chhutne ki koshish karne lagi.
"Please aisa mat karo Raghu," uski maa gidgidate hue bole, "Please Palak ko chhod do, tumhare paise lauta denge, kasam se."
"48 ghate ki mohalat deta hun," Raghu ne kaha, "Mujhe mere saare paise sood samet wapas chahiye, warna teri is chhoti beti ko lejakar randi bana dunga."
Pankhudi ne sab kuch suna phone kar. Woh bebasi se behaal hokar apne ghuton ke bal gir padi. Jaise taise usne apne aap ko sambhala aur apna locker khola. Usme usne kuch cash bacha rakhe the emergency ke liye. Woh turant bus me baithkar ghar ki oor chal di.
Agle din subah woh ghar pahunchi aur usne Palak ko gale lagakar shaant kiya. "Main hun na chutki, main kisi ko tumhe kahin nahi le jaane dungi." Pankhudi ne kaha.
Phir Pankhudi bank chali gayi aur wahan ke locker se apne gehne nikale. Phir sonar ke paas jaakar bech diye. Gehnon ko bechkar ab uske paas itne paise aa gaye the ki Raghu ka karza chukaya jaa sake.
"Woh tumhari shaadi ke liye the Pankhudi," uski maa ne rote hue kaha.
"Abhi mujhe shaadi karne me time hai na, tab tak aur paise kama lungi, aur gehne phir khareed lenge," Pankhudi ne muskurate hue kaha, "Lekin Palak par koi aanch nahi aane dungi main, maa."
Agle din raat ko uski tarah ki ek dastak hui. Is baar Pankhudi ne darwaza khola.
"To badi beti bhi aa gayi," Raghu ne haste hue kaha, "Chhoti waali jitni sundar nahi hai yeh, lekin byaj ke taur par chal jayegi."
Phir Raghu Palak ki taraf badha aur kaha, "Chal, tera chudne ka time aa gaya hai."
Pankhudi ne Raghu ka raasta roka aur gusse se uski aankhon me ghura. Is is pehle ki woh Palak ko chhu pata, Pankhudi ne uska haath majbooti se thama aur noton ki gaddi uske haath par rakh di.
"Paise poore hai, gin lo," Pankhudi ne uski aankh se aankh mile hue kaha.
Raghu muskuraya aur apne aadmi ko noton ki gaadi thamane hue gin ne ko bola.
"Poore hai boss," Raghu ke aadmi ne kaha.
"Ab nikalo yahan se, aur dubara humare ghar ki taraf dekhna bhi mat," Pankhudi ne gusse se kaha.
Raghu muskuraya aur achahank se Pankhudi ko daboch liya. "Chhoti waali to cute hai, lekin is badi waali ko to dekho, kitni aag hai saali me, mujhe nikal ne ko keh rahi hai kutiya."
Pankhudi uski pakad me chatpata rahi thi, lekin uski aankhon me tez gussa tha.
"Saali chinaal," Raghu ne bola, "Agar mujhe tum dono ki choot me zara si bhi dilchaspai hoti na, to abhi ke abhi tum dono ko chod deta. Lekin tumhari kismat acchi hai ki mujhe bas apne paise me dilchaspi hai."
Raghu ne Pankhudi ko chhod diya aur apne aadmiyon ke saath chala gaya. Palak yeh sab dekh kar rone lagi. Pankhudi ne Palak ko gale lagaya aur use shaant kiya.
************
Eshani ek box leke aayi aur Armaan ke desk par rakha.
"Yeh aaj subah aaya hai," Eshani ne kaha, "Us jeweller ne bhijwaya hai."
Armaan ne box kholkar dekha to usme ek sone ka haar, do kangan aur do jhumke the. Uske un ghenon par pyaar se haath phera aur uske chehre par ek shaitaani muskaan aa gayi.
"Sambhal kar rakhna in gehnon ko," Armaan ne Eshani se kaha, "Bahot special hai yeh."